Browse All
127 manbols · sorted alphabetically
ranjish hii sahii
Mehdi Hassan · Gair-Filmi
Actually sang
jaise tujhe aate hai.n na aane ke bahaane...
saaraa pyaar tumhaaraa
Lata, Kishore · Anand Ashram
Actually sang
saaraa pyaar tumhaaraa maine baa.Ndh liyaa hai aa.Nchal me.n, tere naye ruup kii nayii adaa ham dekhaa kare.nge pal-pal me.n
बचपन में शर्मीला टैगोर की आँखें बहुत पसंद हुआ करती थीं -- और इस फिल्म, ख़ासकर इस गाने में, तो और भी ख़ूब लगती हैं. तो सहज ही दूसरी पंक्ति में "तेरे *नैनों* की नई अदा" सुनाई देता रहा बहुत सालों तक. पहली पंक्ति में हुए मनबोल का मेरे पास कोई "एक्सप्लेनेशन" नहीं है.
saathiyaa maddham maddham
Sonu Nigam · Saathiya
Actually sang
taazaa gire patte kii tarah sabz lawn par leTe hue
in shabdo.n kaa itanaa behatariin upayog Gulzar saahab hii kar sakte hai.n.
saawan kaa mahiinaa
Mukesh, Lata · Milan
Actually sang
jiyaraa re jhuume aise jaise ban maa.N naache mor
"I always thought it was ban ma naa chhe mor as in the gujju naa chhe"
samajhautaa Gamo.n se kar lo
Kishore · Manchali
Actually sang
samajhautaa Gamo.n se kar lo
bachapan me.n mai.n sochaa karataa thaa *samajhautaa* kisiikaa naam hai aur use samose banaane ko kahaa jaa rahaa hai!
sar jo teraa chakaraaye
Rafi · Pyasa
Actually sang
sar jo teraa chakaraaye yaa dil Duubaa jaaye
"One of our friends used to sing this" (From Y!Group Panchamfans)
signal pyaar kaa signal
Bhaagambhaag
Actually sang
jump on the air, jump on the air, jump jump jump jump .....
हिंदी गानों में अंग्रेज़ी का घालमेल ऐसे सुनाई देता है - कान के कच्चों को (यानी कि मुझे)
soldier soldier
Sanu, Alka Yagnik · Soldier
Actually sang
soldier soldier, miiThii baate.n bolakar dil tuu churaa le gayaa
teraa jaaduu chal gayaa
Sonu Nigam · Tera Jadoo Chal Gayaa
Actually sang
siine se ye dil gayaa
tere binaa jiyaa jaaye naa
Lata · Ghar
Actually sang
tere binaa jiyaa (to live) jaaye naa
tere jaisaa yaar kahaa.N
Kishore · Yaraana
Actually sang
baiThaa diyaa falak pe, mujhe Khaak se uThaa ke
terii aa.Nkho.n ke sivaa
Rafi · Chirag
Actually sang
ye uThe.n subaha chale ye jhuke.n shaam Dhale
tinakaa tinakaa zaraa zaraa
Alisha Chinoy · Karam
Actually sang
tinakaa tinakaa zaraa zaraa hai roshanii se bharaa bharaa
This is an unusual mondegreen.. as this proved to be a mondegreen for the singer..
tujhase naaraaz nahii.n zi.ndagii
Lata · Masoom
Actually sang
aaj agar bhar aayii hai.n, boonde.n baras jaaye.ngii kal kyaa pataa inake liye aa.Nkhe.n taras jaaye.ngii
meri saheli Richa ne *kin-ke liye* suna tha
tujhe jiivan kii Dor se
Rafi, Lata · Asli Naqli
Actually sang
apsaraa koii aaye to dekhuu.N nahii.n
A rare instance of where the mondegreen could also have made as much sense as the correct word?
tu jo mere sur me.n
Yesudas, Hemlata · Chitchor
Actually sang
tuu jo mere path me.n deep baale
this is a recent discovery when i was reading some post.
tum aa gaye ho
Kishore Kumar · Aandhi
Actually sang
tum aa gaye ho, noor aa gayaa hai
tumase milaa thaa pyaar
Kishore, Lata · Khatta Meetha
Actually sang
tumase milaa thaa pyaar kuchh achchhe nasiib the, ham un dino.n amiir the, jab tum qariib the
tumase milaa thaa pyaar
Lata · Khatta Meetha
Actually sang
sochaa thaa may hai zi.ndagii aur zi.ndagii kii may pyaalaa haTaa ke terii hathelii se piye.nge
tuu pyaar kaa saagar hai
Manna Dey · Seema
Actually sang
ghaayal man kaa paagal pa.nchhii u.Dane ko beqaraar
u.De.n jab jab zulfe.n terii
Rafi · Naya Daur
Actually sang
us gaa.Nv pe sawarg bhii sadake
vahaa.N kaun hai teraa
S D Burman · Guide
Actually sang
dam le le gha.Dii bhar ye chhaiyaa.N paayegaa kahaa.N
wo to hai alabelaa
Kumar Sanu · Kabhi Haan Kabhi Na
Actually sang
diye kii baatii dekhii, dekhii na usakii jyoti
yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
Hemant Kumar · Patita
Actually sang
kho rahe ho aaj kis Khayaal me.n, dil pha.Nsaa hai bekasii ke jaal me.n
कम से कम खुदकुशी तो नहीं सुना.. :D