Sorted alphabetically
Kishore · Door Gagan Ki Chhaon Mein
Actually sang
aa chal ke tujhe mai.n leke chaloo.N ek aise gagan ke tale
You heard
aa.Nchal ke tujhe mai.n leke chaloo.N ek aise gagan ke tale
Rafi, Lata · Apnapan
jho.nkaa hawaa kaa, paanii kaa relaa
jho.nkaa hawaa kaa, paanii karelaa
Nusrat Fateh Ali Khan · Sanam
husn-e-jaanaa kii taariif mumkin nahii.n...
usne jaanaa ki taariif mumkin nahii.n...
maine to sahii sunaa thaa, par kisii aur ne facebook par aisaa likhaa thaa
Udit Narayan, Alka Yagnik · Fiza
aa dhoop maloo.N mai.n tere haatho.n me.n
aa thook maloo.N mai.n tere haatho.n me.n
meri beTii puuchhtii thii ki vo thook kyo.n malnaa chahataa hai
Kishore · Paraya Dhan
anadekhaa anajaanaa mukha.Daa kaisaa hogaa
aNDe kaa anajaanaa mukha.Daa kaisaa hogaa
Egg on my face for suggesting this mondegreen!.. the second line, though the same, becomes hilarious in the context of the first line's mishearing.
Geeta Dutt · Devdas
bR^ij me.n akelii raadhe khoii-khoii phire
bridge me.n akele raadhe khoii-khoii phire
Kishore · Ghar
lab hile.n to mogare ke phuul khilate hai.n yahaa.N
jab hile.n to mogare ke phuul khilate hai.n yahaa.N
haalaa.Nki mujhe apanaa version zyaadaa pasa.nd hai :), par Gulzar saahab 'lab' kii hii baat kar rahe hai.n. unho.nne khud bataayaa.
Nazia Hassan · Qurbaani
aap jaisaa koii merii zi.ndagii me.n aaye to baat ban jaaye
aap jaisaa koii merii zi.ndagii me.n aaye to baap ban jaaye
Lata · Des Pardes
aap kahe.n aur ham na aaye.n, aise to haalaat nahii.n
aap kahe.n aur ham na aaye.n, aise to haa.N laat nahii.n
Kishore, Lata · Aan Milo Sajna
hamaarii paka.Dii gayii hai bas chorii
hamaare kapa.De gaye hai.n sab chorii
My young cousin picked it the wrong way.
Lata · Zameen Aasmaan
aisaa samaa.N naa hotaa kuchh bhii yahaa.N naa hotaa mere hamaraahii jo tum na hote
...mere hamaraahii to tum na hote
Kavita Krishnamurthy, Shankar Mahadevan, Baby Anagha · Shool
Dar ke maare TV aur cupboard hil jaataa hai
Dar ke maare Teeveeyo.n kaa paaTal hil jaataa hai
Kishore, Lata · Khuddaar
.. terii sau.N... mai.n tere bin mar jaaNaa
.. terii to... mai.n tere bin mar jaaNaa
Saun is punjabi word for Hindi’s saugandh
K L Saigal · Shahjahaan
ai kaatib-e-taqadeer mujhe itanaa bataa de
ai kaash ke taqadeer mujhe itanaa bataa de
Us waqt vocabulary kam thii.
Rafi · China Town
ki dekhane kii chiiz hai hamaaraa dilarubaa
ki dekhane kii chiiz hai hamaaraa dil, rubaa
as if Ruba is some person to whom it is addressed
Vishal Bhardwaj · Saat Khoon Maaf
ek baar to yuu.N hogaa, tho.Daa saa sukoo.N hogaa, naa dil me.n kasak hogii, naa sar pe junoo.N hogaa
ek baar to yuu.N hogaa, tho.Daa saa sukoo.N hogaa, naa dil me.n kasak hogii, naa sar me.n joo.N hogaa
Read it at one of the comments on facebook for song posting...
Bhupendra, Lata · Parichay
chaa.Nd kii bi.ndii waalii, bi.ndii waalii ratiyaa.N ...
chaa.Nd ke bin diiwaalii, bin diiwaalii ratiyaa.N ...
Kishore, Lata · Dil-e-Naadaan
... jaagatii jheel ke saahil pe kahee.n ...
... jaagatii thii le ke saahil pe kahee.n ...
yah galat bol giitaayan par milaa.
Mahalakshmi Iyer, Master Akshay Bhagwat, Babul Supriyo · Fanaa
chandaa chamake cham cham cheekhe chaukannaa chor
chandaa chamake cham cham cheekhe jo gannaa chor
Rafi · Arzoo
abaruu kii kaTaarii ko do aab aur ziyaadaa
ab ruuh kii kaTaarii ko do aab aur ziyaadaa
sochataa thaa ki ruuh kii kaTaarii chalegii kaise?
Suresh Wadkar, Hariharan, KK, Vinod · Maachis
laTo.n se ulajhii-lipaTii, ik raat huaa karatii thii
laTo.n se ulajhii-miTTii, ik raat huaa karatii thii
came to know the exact words after a couple of years of listening...
Rafi · Kaajal
achchho.n ko buraa saabit karanaa duniyaa kii puraanii aadat hai
bachcho.n ko buraa saabit karanaa duniyaa kii puraanii aadat hai
Hmmm, this one I used to sing as a kid when my mom-dad used to scold me for something and not knowing why they would crack up after that :)
Kishore/Asha · Rangoli
chhoTii sii ye duniyaa, pahachaane raaste hai.n, tum kabhii to miloge, kahii.n to miloge to puuchhe.nge haal
chhoTii sii ye duniyaa, pahachaane raaz ho tum, kabhii to miloge, kahii.n to miloge to puuchhe.nge hi
The pause in the song after "tum" didn't help either!
Asha · Bambai Ka Babu
bamba_ii se aayaa hai baabuu chinnannaa
bamba_ii se aayaa hai baabuu jii lo naa / bamba_ii se aayaa hai baabuu salonaa