Browse All
20 manbols · sorted alphabetically
maa.Ng ke saath tumhaaraa
Rafi, Asha · Naya Daur
Actually sang
maa.Ng ke saath tumhaaraa mai.nne maa.Ng liyaa sa.nsaar
I always misunderstood the meaning of this song.
maar Daalaa
Kavita Krishnamurthy · Devdas
Actually sang
Khushii ne hamaaree hame.n maar Daalaa
madhuban me.n raadhikaa naache re
Rafi · Kohinoor
Actually sang
madhuban me.n raadhikaa naache re
mai.nne kahaa phoolo.n se
Lata · Mili
Actually sang
aur ye kahaa jeevan hai bhaaii mere bhaaii ha.Nsane ke liye
this was a very popular song in the late seventies on the early morning slot on the radio.
mai.nne tere liye hii
Mukesh · Anand
Actually sang
janam janam se aa.Nkhe.n bichhaaI.n tere liye in raaho.n *ne*
some times it even comes as janam janam se aa.Nkhe.n bichhaaI tere liye in *raato.n ne*
mai.n ramataa jogi
Sukhwinder Singh · Taal
Actually sang
mai.n ramataa jogi
man ko ati bhaave sai.nyaa.N
Shankar Mahadevan · London Dreams
Actually sang
man ko ati bhaave sai.nyaa.N, kar taa taa thaiyaa, man gaaye re..haae re...haae re...
कुछ दिन पहले घर पर बात हो रही थी गोवा जाने के बारे में, मैने कहा कि चलो गोवा ही चलते हैं वहाँ के लिये तो गाना भी है ..और ये गाना गाया...श्रीमतीजी तो हँस के लोटपोट हो गईं...!!
man re tuu kaahe na dhiir dhare
Rafi · Chitralekha
Actually sang
janam maraN kaa mel hai sapanaa, ye sapanaa bisaraa de
mat ro maataa laal tere bahutere
Manna Dey · Bandini
Actually sang
mat ro maataa laal tere bahutere
Koi kah raha hai ki maata tu roti kyon hai? Bete (laal) bhi tere hain aur bahue.N bhi tere hain.
meraa kuchh saamaan
Asha Bhosle · Ijaazat
Actually sang
ek sau solah chaa.Nd kii raate.n ek tumhaare kaa.Ndhe kaa til
Not heard by me.. This was told by gulzar saab himself.
mere a.Ngane me.n
Amitabh Bachchan · Laawaaris
Actually sang
jo hai naam waalaa wohii to badanaam hai
Is gaane mein jis tarah gaaya gayaa thaa, Mujhe kai saal tak yeh lagtaa thaa ki "hitobadnaam" is something more than mere "badnaam"!
mere pyaar kii umar ho itanii sanam
Lata · Waaris
Actually sang
mere pyaar kii umar ho itanii sanam
mujhe lagaa ki doosre ke pyaar kaa dukh karanaa zyaadaa bhalaa'ii kaa kaam hai.
merii bhiigii-bhiigii sii
Kishore · Anamika
Actually sang
jale man teraa bhii kisii ke milan ko, anaamikaa tuu bhii tarase
kuchh 10 ek saal ke baad mujhe asalii matalab samajh me.n aayaa. is beech Majrooh ko kaI baar gaaliyaa.N pa.Dii.n.
merii qismat me.n tuu nahii.n shaayad
Suresh Wadkar, Lata · Prem Rog
Actually sang
merii qismat me.n tuu nahii.n shaayad
obvious connection of Merry and christmas and the latter going so near to "qismat" phonetically.
merii yaad me.n tum na
Talat · Madhosh
Actually sang
merii yaad me.n tum naa aa.Nsuu bahaanaa, na jii ko jalaanaa ...
I was wondering why wud one want to set fire to a river!
mohabbat hai kyaa chiiz
Anwar · Prem Rog
Actually sang
ye kisane shuruu kii, hame.n bhii sunaao
mujhe nii.nd na aaye
Anuradha, Udit · Dil
Actually sang
haalat kyaa hai kaise tujhe bataaoo.N mai.n, karavaT badal badal ke raat bitaaoo.N mai.n
Mohabbat mein log kya kya nahin karte!
mu.Nga.Daa
Usha Mangeshkar · Inkaar
Actually sang
mu.Nga.Daa mu.Nga.Daa mai.n gu.D kii Dalii
My Desi Girl
Dostana
Actually sang
who's the hottest girl in the world! My desi girl, my desi girl
jab kabhii gaayak oopar likha stanza gaataa hai, tab background beats tez ho jaatii hai.n ... aur 'my desi girl' .... 'madhesii girl' sunaaii detaa hai.
my name is anthony gonsalves
Kishore · Amar Akbar Anthony
Actually sang
##my name is anthony gonsalves## mai.n duniyaa me.n akelaa huu.N dil bhii hai khaalii ghar bhii hai khaali jismen rahegii koii qismat waalii oh jise merii yaad aaye jab chaahe chalii aaye roop mahal prem galii kholii nambar chaar sau bees
again influence of a lot of south indian cousins as kids