Sorted alphabetically
Kishore · Door Gagan Ki Chhaon Mein
Actually sang
aa chal ke tujhe mai.n leke chaloo.N ek aise gagan ke tale
You heard
aa.Nchal ke tujhe mai.n leke chaloo.N ek aise gagan ke tale
Rafi, Lata · Apnapan
jho.nkaa hawaa kaa, paanii kaa relaa
jho.nkaa hawaa kaa, paanii karelaa
Nusrat Fateh Ali Khan · Sanam
husn-e-jaanaa kii taariif mumkin nahii.n...
usne jaanaa ki taariif mumkin nahii.n...
maine to sahii sunaa thaa, par kisii aur ne facebook par aisaa likhaa thaa
Udit Narayan, Alka Yagnik · Fiza
aa dhoop maloo.N mai.n tere haatho.n me.n
aa thook maloo.N mai.n tere haatho.n me.n
meri beTii puuchhtii thii ki vo thook kyo.n malnaa chahataa hai
Kishore · Paraya Dhan
anadekhaa anajaanaa mukha.Daa kaisaa hogaa
aNDe kaa anajaanaa mukha.Daa kaisaa hogaa
Egg on my face for suggesting this mondegreen!.. the second line, though the same, becomes hilarious in the context of the first line's mishearing.
Geeta Dutt · Devdas
bR^ij me.n akelii raadhe khoii-khoii phire
bridge me.n akele raadhe khoii-khoii phire
Kishore · Ghar
lab hile.n to mogare ke phuul khilate hai.n yahaa.N
jab hile.n to mogare ke phuul khilate hai.n yahaa.N
haalaa.Nki mujhe apanaa version zyaadaa pasa.nd hai :), par Gulzar saahab 'lab' kii hii baat kar rahe hai.n. unho.nne khud bataayaa.
Nazia Hassan · Qurbaani
aap jaisaa koii merii zi.ndagii me.n aaye to baat ban jaaye
aap jaisaa koii merii zi.ndagii me.n aaye to baap ban jaaye
Lata · Des Pardes
aap kahe.n aur ham na aaye.n, aise to haalaat nahii.n
aap kahe.n aur ham na aaye.n, aise to haa.N laat nahii.n
Kishore, Lata · Aan Milo Sajna
hamaarii paka.Dii gayii hai bas chorii
hamaare kapa.De gaye hai.n sab chorii
My young cousin picked it the wrong way.
Lata · Zameen Aasmaan
aisaa samaa.N naa hotaa kuchh bhii yahaa.N naa hotaa mere hamaraahii jo tum na hote
...mere hamaraahii to tum na hote
Kavita Krishnamurthy, Shankar Mahadevan, Baby Anagha · Shool
Dar ke maare TV aur cupboard hil jaataa hai
Dar ke maare Teeveeyo.n kaa paaTal hil jaataa hai
Kishore, Lata · Khuddaar
.. terii sau.N... mai.n tere bin mar jaaNaa
.. terii to... mai.n tere bin mar jaaNaa
Saun is punjabi word for Hindi’s saugandh
K L Saigal · Shahjahaan
ai kaatib-e-taqadeer mujhe itanaa bataa de
ai kaash ke taqadeer mujhe itanaa bataa de
Us waqt vocabulary kam thii.