Browse All

6 manbols · sorted alphabetically

Clear

kabhii kabhii aditi

Rashid Ali · Jaane Tu Ya Jaane Na

Actually sang

soch zaraa gar jaan tujhako ham kitanaa chaahate hai.n

You heard

soch zaraa jaane jaan tujhako ham kitanaa jaate hai.n

Sent by Viaa

kahii.n door jab din Dhal jaaye

Mukesh · Anand

Actually sang

kahii.n door jab din Dhal jaaye saa.Njh kii dulhan badan churaaye

You heard

kahii.n door jab din Dhal jaaye shyaam kii dulhan badan churaaye

Shyam mere bachpan ka dost hai jiske saath main 2nd class se 5th class tak padha hoon.

Sent by Ashwani Sharma

kajaraare

Alisha Chinoy · Bunty Aur Babli

Actually sang

surame se likkhe tere vaade aa.Nkho.n kii zabaanii aate hai.n

You heard

surame se likkhe tere vaade aa.Nkho.n kii zabaanii yaade.n hai.n

Khamokah, Gulzar saab ka muft mein badnami ho gaya

Sent by Sanjeev

kajraare

Shankar Mahadevan, Javed Ali · Bunty Aur Babli

Actually sang

terii baato.n me.n kimaam kii Khushabuu hai, teraa aanaa bhii garmiyo.n kii luu hai

You heard

terii baato.n me.n ik aam kii Khushabuu hai, teraa aanaa bhii garmii-o-keeluu hai

और सोचता रहा आखिर ये कीलू क्या बला है

Sent by Vibhu

khambhe jaisii kha.Dii hai

Udit Narayan · Dil

Actually sang

sholaa hai phulajha.Dii hai, paTTaakhe kii la.Dii hai

You heard

sholaa hai phulajha.Dii hai, paTTaa khaake la.Dii hai

Sent by Vivek

kitanaa pyaaraa vaadaa hai

Rafi, Lata · Caravan

Actually sang

kitanaa pyaaraa vaadaa hai in matavaalii aa.Nkho.n kaa

You heard

kitanaa pyaaraa vaadaa hai himmatavaalii aa.Nkho.n kaa

Sent by vibhendu
HomeBrowseFavoritesSubmit