Browse All

Sorted alphabetically

raajaa ko raanii se pyaar ho gayaa

Find the lyrics on giitaayan

Udit · Khele Hum Jee Jaan Se

Actually sang

teer-e-nazar dil ke paar ho gayaa

You heard

tere nazar dil ke paar ho gayaa

Sent by Viaa

rahe.n na rahe.n ham

Find the lyrics on giitaayan

Lata · Mamta

Actually sang

rahe.n na rahe.n ham, mahkaa karenge ban ke kali ban ke sabaa baaG-e-wafaa me.n

You heard

rahe.n na rahe.n ham, mahkaa karenge ban (forest) ke kali ban ke sabaa baaG-e-wafaa me.n

Sent by Srinivas Ganti

rainaa biitii jaaye, shaam na aaye

Find the lyrics on giitaayan

Lata · Amar Prem

Actually sang

rainaa biitii jaaye, shaam (kRRIShNa) na aaye

You heard

rainaa biitii jaaye, shaam (evening) na aaye

Night is passing and evening is not coming? Or is it Shyaam (krishna) not coming?

Sent by Pranav

ramaiyaa vastaa vaiyaa

Find the lyrics on giitaayan

Mukesh · Sri 420

Actually sang

ramaiyaa vastaa vaiyaa

You heard

ramaiyaa vataa vaiyaa

Main bahut saal tak galat phahami mein raha.

Sent by Gaayak

ra.ng barase

Find the lyrics on giitaayan

Amitabh Bachchan · Silsila

Actually sang

sone kii thaalii me.n jevanaa parosaa (jevanaa - khaanaa)

You heard

sone kii thaalii me.n jo naa parosaa

Sent by Vibhendu

ra.ng de basantii

Find the lyrics on giitaayan

Daler Mehndi · Rang De Basanti

Actually sang

tho.Dii sii dhau.Nkane vaalii dhakdhak dhakdhak dhakdhak saa.Nse.n

You heard

tho.Dii sii dho.nk niraalii dhakdhak dhakdhak dhakdhak saa.Nse.n

Sent by Vineet

ra.ngiilaa re tere ra.ng me.n

Find the lyrics on giitaayan

Lata · Prem Pujari

Actually sang

khel ye kaisaa re kaisaa re saathii, diyaa to jhoome hai roye hai baatii

You heard

khel ye kaisaa re kaisaa re saathii, diyaa to jhoome hai roye hai.n baaqii

याददाश्‍त के आधार पर फेस-बुक पर ये पंक्तियां लिखीं तो रमन कौल ने ध्‍यान दिलाया कि 'रोए हैं बाक़ी' नहीं है. फिर गाना सुना तो पता चला.

Sent by Yunus Khan

ranjish hii sahii

Find the lyrics on giitaayan

Mehdi Hassan · Non-Film

Actually sang

jaise tujhe aate hai.n na aane ke bahaane...

You heard

jaise tujhe aate hai.n nahaane ke bahaane

Sent by raju bapi

rimjhim rimjhim

Find the lyrics on giitaayan

Kavita Krishnamurti, Kumar Sanu · 1942 A Love Story

Actually sang

bajataa hai jal-tara.ng, Tiin kii chhat pe jab

You heard

bajataa hai jal-tara.ng, chiin kii chhat pe jab

Sent by Vivek

rimjhim rimjhim

Find the lyrics on giitaayan

Kavita Krishnamurti, Kumar Sanu · 1942 A Love Story

Actually sang

bajataa hai jal-tarang, Tiin kii chhat pe jab

You heard

bajataa hai jal-tarang, prem kii chhat pe jab

Jaltarang to nahin bajaa, mere kaan zaroor baj rahe the.

Sent by Shivani Zaveri
HomeBrowseFavoritesSubmit