Browse All

12 manbols · sorted alphabetically

Clear

dekhane me.n bholaa hai

Asha · Bambai Ka Babu

Actually sang

bamba_ii se aayaa hai baabuu chinnannaa

You heard

bamba_ii se aayaa hai baabuu jii lo naa / bamba_ii se aayaa hai baabuu salonaa

Sent by v9y

dekh le

Sonu Nigam, Sunidhi · Fanaa

Actually sang

ye saazish hai boo.Ndo.n kii, Khwaahish hai chup-chup sii

You heard

ye saazish hai bolo.n kii, Khwaahish hai chup-chup sii

'chup-chup sii' ke saath 'bolo.n' kaa qariibii rishtaa hai is liye 'buu.Ndo.n' ko sunakar bhii anasunaa kar diyaa hamane!

Sent by UVR

dha.Dakate dil kii tamannaa ho

Suraiyya, Nimmi, Vij Datt · Shama

Actually sang

dha.Dakate dil kii tamannaa ho meraa pyaar ho tum mujhe qaraar nahii.n jab se beqaraar ho tum

You heard

dha.Dakate dil kii tamannao meraa pyaar ho tum...

Sent by rkaul

dhiire dhiire bol koii sun naa le

Lata, Mukesh · Gora Aur Kala

Actually sang

dhiire dhiire bol koii sun naa le

You heard

dhiire dhiire bol koii chummaa le

ab kahane ko kyaa rahaa?

Sent by abhijit

dil cheez kyaa hai

Asha · Umrao Jaan

Actually sang

dil cheez kyaa hai, aap merii jaan liijiye (take my life)

You heard

dil cheez kyaa hai aap merii, jaan liijiye (know)

Sent by v9y

dil cheez kyaa hai aap merii jaan leejiye

Asha · Umrao Jaan

Actually sang

mushkil nahee.n hai kuchh bhii agar Thaan leejiye

You heard

mushkil naheeN hai kuchh bhi agar thaam leejiye

jaise aasmaan ko *thaaaaaaaaaaam* kar zameen par kheeNch laane ki baat ki jaa rahi ho

Sent by uvr

dil dance maare re

Udit Narayan, Sukhwinder · Tashan

Actually sang

Can't stop my feet, zulamwaa kare hai.n jaalim beat

You heard

Cost of my feet, zulamwaa kare hai.n jaalim beat

Sent by Viaa

dil hum hum kare

Lata · Rudaali

Actually sang

dil hum hum kare

You heard

dil boom boom kare

Sent by Viaa

din Dhal jaaye

Rafi · Guide

Actually sang

unake hii haatho.n haal huaa ye baiThe hai.n dil ko thaam

You heard

unake hii haatho.n haal huaa ye baiThe hai.n jin ko thaam

in context of the previous line, pyaar mein jin ke sab jag chhoda... i thought it only natural that it should be baithe hain jin ko thaam.

Sent by Suparna Bhattacharya

do diwaane shahar me.n

Bhupendra · Gharonda

Actually sang

raat me.n aur dopahar me.n aab-o-daanaa Dhoo.NDhate hai.n

You heard

raat me.n aur dopahar me.n saabudaanaa Dhoo.NDhate hoo.N

My brother and I always wondered why two lovers would search for "saabudaanaa" day and night in a city.

Sent by Asif

Dolii me.n biThaai ke kahaar

S D Burman · Amar Prem

Actually sang

Dolii me.n biThaai ke kahaar

You heard

Dolii me.n biThaai ke bahaar

Ofcourse this song remains as much as a challenge as before to decipher!

Sent by Ritu

do panchhii

Hemlata · Tapasya

Actually sang

do pa.nchhii do tinake dekho ...

You heard

do pa.nchhii do din ke dekho ...

Sent by v9y
HomeBrowseFavoritesSubmit