Browse All

127 manbols · sorted alphabetically

dekh le

Sonu Nigam, Sunidhi · Fanaa

Actually sang

ye saazish hai boo.Ndo.n kii, Khwaahish hai chup-chup sii

You heard

ye saazish hai bolo.n kii, Khwaahish hai chup-chup sii

'chup-chup sii' ke saath 'bolo.n' kaa qariibii rishtaa hai is liye 'buu.Ndo.n' ko sunakar bhii anasunaa kar diyaa hamane!

Sent by UVR

dha.Dakate dil kii tamannaa ho

Suraiyya, Nimmi, Vij Datt · Shama

Actually sang

dha.Dakate dil kii tamannaa ho meraa pyaar ho tum mujhe qaraar nahii.n jab se beqaraar ho tum

You heard

dha.Dakate dil kii tamannao meraa pyaar ho tum...

Sent by rkaul

dhiire dhiire bol koii sun naa le

Lata, Mukesh · Gora Aur Kala

Actually sang

dhiire dhiire bol koii sun naa le

You heard

dhiire dhiire bol koii chummaa le

ab kahane ko kyaa rahaa?

Sent by abhijit

dil cheez kyaa hai

Asha · Umrao Jaan

Actually sang

dil cheez kyaa hai, aap merii jaan liijiye (take my life)

You heard

dil cheez kyaa hai aap merii, jaan liijiye (know)

Sent by v9y

dil cheez kyaa hai aap merii jaan leejiye

Asha · Umrao Jaan

Actually sang

mushkil nahee.n hai kuchh bhii agar Thaan leejiye

You heard

mushkil naheeN hai kuchh bhi agar thaam leejiye

jaise aasmaan ko *thaaaaaaaaaaam* kar zameen par kheeNch laane ki baat ki jaa rahi ho

Sent by uvr

dil dance maare re

Udit Narayan, Sukhwinder · Tashan

Actually sang

Can't stop my feet, zulamwaa kare hai.n jaalim beat

You heard

Cost of my feet, zulamwaa kare hai.n jaalim beat

Sent by Viaa

dil hum hum kare

Lata · Rudaali

Actually sang

dil hum hum kare

You heard

dil boom boom kare

Sent by Viaa

din Dhal jaaye

Rafi · Guide

Actually sang

unake hii haatho.n haal huaa ye baiThe hai.n dil ko thaam

You heard

unake hii haatho.n haal huaa ye baiThe hai.n jin ko thaam

in context of the previous line, pyaar mein jin ke sab jag chhoda... i thought it only natural that it should be baithe hain jin ko thaam.

Sent by Suparna Bhattacharya

do diwaane shahar me.n

Bhupendra · Gharonda

Actually sang

raat me.n aur dopahar me.n aab-o-daanaa Dhoo.NDhate hai.n

You heard

raat me.n aur dopahar me.n saabudaanaa Dhoo.NDhate hoo.N

My brother and I always wondered why two lovers would search for "saabudaanaa" day and night in a city.

Sent by Asif

Dolii me.n biThaai ke kahaar

S D Burman · Amar Prem

Actually sang

Dolii me.n biThaai ke kahaar

You heard

Dolii me.n biThaai ke bahaar

Ofcourse this song remains as much as a challenge as before to decipher!

Sent by Ritu

do panchhii

Hemlata · Tapasya

Actually sang

do pa.nchhii do tinake dekho ...

You heard

do pa.nchhii do din ke dekho ...

Sent by v9y

e kyaa bolatii tuu

Aamir Khan · Ghulam

Actually sang

aatii kyaa kha.nDaalaa

You heard

haathii kaa a.nDaa laa

I wondered why he was asking for an elephant's egg?

Sent by Surender Dhaleta

falak dekhuu.N zamee.n dekhuu.N

Sonu Nigam · Garam Masala (2005)

Actually sang

...salaamaa salaamaa salaamaa salaamaa salaamaa salaamaa salaamaa salaamaa

You heard

...salaamaa salaamaa, massaala, massaala massaala, massaala, massaala, massaala

An unusual mondegreen. In this beautiful song, music director Pritam has packed the chorus singing of salaamaa so tightly together that it blends into the ear as massaalaa, massaalaa.

Sent by Robin Bhat

gorii kaa saajan

Mohd. Aziz, S Janaki · aakhrii raastaa

Actually sang

apanii is love story me.n koii villain naa aa jaaye, apanii prem tapasyaa me.n koii vighan naa aa jaaye

You heard

apanii is love story me.n koii bhii lannaa aa jaaye, apanii prem tapasyaa me.n koii bhii ghannaa aa jaaye

I had heard the word banna in songs. though lanna and ghanna were also similar.

Sent by Ravi

hai apanaa dil to aawaaraa

Hemant Kumar · Solvan Saal

Actually sang

huaa jo kabhii raazii to milaa nahii.n kaazii

You heard

huaa jo kabhii raazii to milaa nahii.n paajii

"I could have sworn that it was paajii"

Sent by Ritu

hammaa hammaa

Remo · Bombay

Actually sang

aur khanakii baa.Nhe.n mastii me.n to

You heard

aur khanakii paayal mastii me.n to

Sent by v9y

ha.Nsataa huaa nooraanii cheharaa

Kamal Barot, Lata · Parasmani

Actually sang

ha.Nsataa huaa nooraanii cheharaa

You heard

ha.Nsataa huaa vo raanii cheharaa

Sent by Gayatri

hawaa hawaaii

Kavita Krishnamurti · Mr. India

Actually sang

bijalee giraane mai.n hoo.N aaii, kahate hai.n mujhako hawaa hawaaii

You heard

bijalee kii raanii mai.n hoo.N aaii, kahate hai.n mujhako hawaa hawaaii

Sent by Viaa

head yaa tail

Deewana Mastana

Actually sang

head yaa tail, head ya tail, pyaar mohabbat dil kaa khel

You heard

ghaTiyaa tel, ghaTiyaa tel, pyaar mohabbat dil kaa khel

The quality of love as a social lubricant deteriorates with time?

Sent by Shri Chirkut

ho.nTho.n se chhuu lo tum

Jagjit Singh · Prem Geet

Actually sang

sab jiitaa kiye mujhase, mai.n haradam hii haaraa

You heard

sab jii takiye mujhase, mai.n haradam hii haaraa

Sent by Viaa

husn-e-jaanaa idhar aa

Mukesh · Sathi

Actually sang

husn-e-jaanaa idhar aa, aaiinaa huu.N mai.n teraa

You heard

husn-e-jaanaa idhar aa, aaiinaa ghuume teraa

I was very young then, and didn't understand the meaning.

Sent by Ravi

ik but banaauu.Ngaa teraa

Rafi · Asli Naqli

Actually sang

ik but banaauu.Ngaa teraa aur puujaa karuu.Ngaa

You heard

ik bhuut banaauu.Ngaa teraa aur puujaa karuu.Ngaa

Now why would Dev Anand ever want to do that to one of the most graceful of actressess?

Sent by Robin Bhat

is mo.D se jaate hai.n

Lata · Aandhi

Actually sang

is mo.D se jaate hai.n kuch sust qadam raste kuch tez qadam raahe.n

You heard

is mo.D se jaate hai.n kuch sust qadam rakh ke kuch tez qadam waale

Sent by Shikha

jaanaa o merii jaanaa

R D Burman · Sanam Teri Kasam

Actually sang

lailaa o merii lailaa, mai.n huu.N tere Khwaabo.n kaa raajaa

You heard

lailaa o merii lailaa, mai.n huu.N tere Khwaabo.n kaa raa.Njhaa

Sent by Vivek
HomeBrowseFavoritesSubmit