गाया है Kishore ने। लिखा है Majrooh ने। गीतायन पर खोजें

असल में

jale man teraa bhii kisii ke milan ko, anamikaa tuu bhii tarase

v9y ने जैसा सुना/समझा
jale man teraa bhii kisii ke milan ko, anamikaa tuu *bhiitar se*

बकौल v9y,
kuchh 10 ek saal ke baad mujhe asalii matalab samajh me.n aayaa. is beech Majrooh ko kaI baar gaaliyaa.N pa.Dii.n.
8 की पसंद - मेरी भी!
1 और ने यही समझा - मैंने भी!


चर्चा

Pramod ने लिखा,

kyu bhai, majroohji ko kyu gaaliyaa.N di.
unhone to acchi shayri likhi hai. Kyunki anamika ka man bhiitar se jal rahaa hai. Baat to acchii kahii hai.
Asif Alvi ने लिखा,
mai.ne kuchh dino.n samajhaa thaa "anaamikaa ko bhii tarase". mere ba.De bhaaii bhii yahii samajhe the aur mujhe samjhaayaa ke anaamikaa ek u.nglii (finger) ko kahate hai.n jis me.n la.Dakii shaadii kii a.nguuThii pahanatii hai. bhaaii ke hisaab se "hero cursed the heroine to die for even a wedding ring". tab to mujhe ye explanation bilkul sahih lagaa tha, but now I find it funny.

आपकी बात

आपका नाम

3 + 0 =


सर्वाधिकार सुरक्षित © 2005 विनय जैन